Serf 1 Chez se Mardana Timing 30 mintue Mard Farigh Hona Bhol Jya in Urdu/Hindi
Mardana timing barhane k wasy to bhot sary Nuskhy internet per mojud hain lakin aaj jo Nuskha main apko btany ja rha hon is Nuskhy ka koi Naim-ul-badal ni hai is Nuskhy main serf aik chez ka istamal howa hai is Nuskhy main jo chez istamal hoi hai isko aqar Mardana Taqat or Mardana Timing ko Barhane k Nuskhajat main istamal kia jata hai chalein dakhty hain k is nuskhy main jo chez istamal hoi hai wo kon si hai..
Mardana Timing Barhane ka Nuskha
Mardana Timing ki kami mani k andr patlapan any ki wajah sy hoti hai lakin is mani ko garha kia ja skta hai Allah pak nay is Dunya main Bemari ko bhejny sy pahly uska ilaj bheja hai is lya Timing ki kami k bhi Hazaron Nuskhy mojud hain is Nuskhy main jo Chez istamal hoi hai uska nam hai Aqar qarha isko English main (Pellitory) ya (Root Pyre Thrum) bolty hain Chalen dakhty hain iska Nuskha kasy tyar ho ga!
Mardana Timing Barhane k liya is Nuskhy k ajza ap Note kar lain..
- Aqar qarha (Pellitory)
- Shahad (Honey)
Bnany ka tarika How to Make?
Is Nuskhy ko bnany ka tarika kuch yun hai Aqar qarha thori c miqdar main ly lain usky bad Honey (Shahad) ly lain choti Makhi ka ho ya bari makhi ka Bari ka shahad ho ya peepal ka koi bhi ly sakty hain magar shahad khalis hona chaiya. Aqar qarha ko bareek powder ki tarha pes lain achi tarha sy pjir isky andr itna shahad (Honey) dalen k ya garha sa aqwam ban jaye matlb aik (Majoon) ban jaye phir isko kisi bottle main save kar lain or thandi jagha pr rakhen.
Istamal karny ka Tarika How to Use?
Isko khany ka sb say behtreen waqt hai raat khana khany k 2 ghanty bad khaen phir ya apna asar jaldi dekhata hai lehaza ap is Nuskhy ko Khana khany k bad he istamal karen to behtr ho ga khali pait mat khaen Sugar patient isko use na karen or High Blood Pressure waly patient bhi is Nuskhy ko istamal na karen is sy unka Blood pressure high ho sakta hai. Is Nuskhy ko istamal karny say pahly apna Mizaj zaroor check karwa lain ta k apko ya Nuskha Nuqsan na dy..
Perhaiz
Is Nuskhy k istamal kay Doran ( Khati chezen, Taiz masala wali chezen, Talli hoi chezen samosy pakory, bara gosht ) say perhaiz karen serf naram ghazaen khaen Sabzi (Vegetable) ka ziyada sy ziyada istamal karen!
No comments