Latest News

Jaryan, Ehtlam ,Surte Anzal Ke Ilaj Ka Zabardast Desi Gharelu Nuskha


Nazreen Aj Hum Ap ko Jaryan, Ehtlam ,Surte Anzal Ke Ilaj Ka Zabardast Desi Gharelu Nuskha Batane Ja Rha Han.
is marz m peshab katra katra nikalta h bawajood peshab rokne ki koshish k rok nhi pata - iske sath hi kabhi dard or jalan ki shikayat hoti h 
Peshab ki hajat brabr kayam rehti h jiski wajah se mareez ko sakt preshani hoti h
WAJAH ( causes ) 
Iska karan halanki peshab se hota h or kabhi peshab ki nali or kabhi masane ( urinary bladder ) se hota h peshab ka talluk ye h ki jb peshab m jalan peda ho jati h to peshab katra katra ane lgta h ye jalan badbu ya sadan ki wajah se hoti h jisse uska radde amal acidic tazabi ho jata h or jalan hone lgti h agar karan kidney ya peshab ki nali se h to urinary bladder kamjor ho jata h or urinary bladder yani masana kamjor hone ki wajah se peshab ko ek bar m hi nhi nikal pata h ya is kadard barudat ( sard yani thand ) masane pr hoti h ki peshab thoda thoda bar bar ane lgta h kabhi masane m dard bhi hone lgta h jiski wajah kidney ya gall bladder m jakhm hota h ya fir kidney stone ya urinary bladder stone ( masane m pathri ) bhi hoti h or budho m gadha maji ( prostate glind ) k badh jane se bhi ye marz ho jata h or aisa lgta h jese peshab ki nali m peshab ka katra atka hua h
ILAJ
Ye dawa bhi use kr skte h jo bni hui bazar m ati h company ki jese hamdard rex sardar company ki ati h
1. Itrifal sageer - 2. Itrifal kabeer - 3. Ayaraz fakira - 4. Jawarish jalinoos inke khane ka tarika in pr likha hota h
Nuskha No.1
1. Halila kabli 20 gram
2. Behman safaid 20 gram
3. Podina sukha 20 gram
4. Saad kofi 20 gram
5. Basbasa 20 gram
6. Long 20 gram
Sbka powder bna kr 250 gram shehed ( honey ) m mila kr rakh le 8 gram roz doodh se ya pani se khaye subha khali pet
Nuskha No.2
1. Tabasheer 3 gram
2. Behroza 3 gram
3. Shora kalmi 3 gram
4. Keherba 6 gram
5. Jeera safed 12 gram
Sbka powder bna kr 3 gram subha 3 gram sham ko khaye.
Agr Ap Ko Hamari Kawash Pasand A Rahi Ha To Is Ko Share Zaror Kare.Thanks.

No comments