Latest News

Mardana Taqat barhane ka Best Nuskha in Urdu/hindi


Mardana Taqat barhane ka Nuskha aaj main apko btaon ga Bhot ziyada asan Nuskha hai. Ager apko Mardana Kamzori hai Mardana Taqat ki kami hai Mani main patla pan hai Mardana Timing main kami hai Nafs main tightness ni hoti Nafs sai tarha khara ni hota to yeh Nuskha ap k liya hai Is nuskhy ko high blood pressure waly mareez istamal na karen aap pora Article zaroor read kia karen taa k apko Nuskhy ki samaj aa saky.

Mardana Kamzori Hone ki Waja

Mardana kamzori asal main nakas khorak ki wajah sy hoti hai or Mushatzani ki wajah sy hoti hai Kasrat e jmaa ki wajah sy hoti hai or asi ghazaen khany sy hoti hai jo insani sehat py bura asar peda karti hain or nasha awar chezon sy hoti hai aaj kal larky chars weghra bhot p rhy hain jawan nasal tbah ho rhi hai hamary andr wo taqat ni hai k hum aik bacha b sahi tarha sy peda kar saken balky jo bacha peda hota hai wo bhi kamzor peda hota hai ya phr usko koi na koi bemari lagi hoti hai..
Nuskhy main Mojud tmam ajza Note kar lain:
  1. Chuharay (Dried Dates)
  2. KishMish (Raisins)

Bnany ka Tarika (How to Make)

Chuharay 2 ly lain thori c kishmish lain usko raat pani main bhego kar rakh dain subha khali pait kha lain Nuskha rozana istamal karen Mardana taqat main bhot ziyada izafa ho ga! Nuskhy ki Video bhi nechy hai ap watch kar sakty hain!

No comments